-
Background Of Quran Surah Ahzab Verses On Jilbab Directive
Ghamdi sahab ki tahqeeq k mutabiq iqtelat e mardo zan k adaab surah Noor me darj kardiye gaye hai aur wohi kaafi hai ! Aur surah ahzab ka ek munfarid paseh manzar hai! Jaha pe Allah ne kaha jilbab ikhteyar karne se unki shanaqt wazeh hogi aur satai nahi jaengi! Is ayat se bilumum mardo zan iqtelat ki mumaniyat sabit hoti hai aur munafiqen gair zaroori baat karte the isliye ye hukm aya jis se ye pata chal jaye k muslim khawateen bila zarurat baat karti ! Agar hum aj mashrut khana peena ya casual conversation ya koi mizahiya baat karein to iski hikmat hi faut hojaegi ! Sawal ye hai munafeqen k kis amal ki buniyad par jilbab wali aayat nazil hui?
Sponsor Ask Ghamidi