-
Lowering Gaze & Human Nature
haal hi me Dr Zak naik ne kaha k khawateen ka camera k samne aana sar ki oodni lekar bhi ,ya interview lena kisi gair mahram k aage ,ye gunah hai ,kyu ke mardo ko hukm hai k nazr neeche kare khatoon ko dekh kar,
Aur ye kaha k ho hi nahi sakta aisa k koi mard kisi khatoon ko dekhe aur shehwat mahsoos na kare medically ye impossible hai ek mard ka kisi khatoon k chehra dekhna bina shehwat k, isiliye default yahi hai k sirf majbori me ijazat hai !
Ye jo hum aaj tak apne muashre me khando me iqtelat k mauqo par dekhte hai ,gair mahram relatives k sath baithe hai batein karte hai dekhte hai,
majority of times kabhi aisa nahi hota k kuch shehwat bhadag gayi hoo, kuch khayal aaye b to waswasa samjh kar ignore karte hai , liken yaha Dr Saab bluntly kaha k bila niyyati jaisi koi Nazar hoti hi nahi hai
Wo non sexual gaze ko bimari se tashbeeh dete hai , kya medically aisa possible hai? Aur deeni lihaaz se b
threads.net
ibraheemullahkhan (@ibbuskhan_official) on Threads
Is it correct? ZakirNaik the word he used problem in the man if he not feel anything while seeing to the women ..etc.. watch full video @highlight
Sponsor Ask Ghamidi