-
Masjid-e-Nabwi And People Not Standing Behind Imam While Congregating
Madina mei ham nay dekha hai kay jab masjid e nabwi aur uska sehan bhar jae tou log sarak ya kareebi hotels kay saamnay namaz parh letay hain. Baaz oqaat ye andaza lagana muskil hota hai kay imam ki direction kya hai aur ham unki kis taraf kharay hain. Kya is tarah namaz parhna theek hai ya ye tayyun kerna zaroori hai kay ham imam kay peechay he kharay hon?
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1583 days, 7,393 registered users have posted 58,099 messages under 16,132 unique topics on Ask Ghamidi.