-
Quran & The Practice Of Prophetic Society
Aam taur par agar koi quran ki tafseer kare aur wo nabwi muashre se sabit na hon to kya wo qabil e aitbar tasfeer rahe gi? Misal k taur par surah ahzab aur noor k hawale se segregation ki buniyad nikale jati hai jab ke in surato k nuzzol k baad me society me iqtelat hote the ,aaj agar koi ye kahe k sahaba ki jamat ne in aayat ko sahi se samjha nahi, to aise tafseer sahi hogi?
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1613 days, 7,457 registered users have posted 58,776 messages under 16,378 unique topics on Ask Ghamidi.