-
Tafseeri
Asslam-o-Alaikum
Khudara is hadees ki interpretation karein
Nabi swt ne farmaya meri ummat ke 72 ya 73 firqe hongein , aur in mein se srif ek jannat mein jaega.
Kiya ye hadees sahi hai, hasan hai ya zaeef ya qawi hai.
Aur kiya ye athari, salafi , hanafi , shafai , maliki , hanbali , deobandi barelwi ahle sunnat ke aur fiqhe jafri , islamali, aga khani , bhori.. xyz kiya sab firqe hain , Aur in sab mein koi jannat mein jaega
Jab ke Allah kehta firqo mein na bato aur Allah ki rassi ko mazboti se thamo.
Khudara in cheezon ki wazahat kijiye
Specially 72 firqe wali
Sponsor Ask Ghamidi