-
How To Seek Forgiveness From An Unknown Person
Mera question yeh hai…. Kbhi kbhi insan ghlti sa ya sharartan road pr jatay hwy kisi sa ziyadti kr baithta hai . Jesa k tez bike chalaty kisi m lag gya. Jesa k mera sa parking m sa bike nikalta hwy kisi bike ka nuksan ho gya. To us time goor nhi ki k maffi mang li jai ya nuksan bhar dia jai uska. Ab bht der bad yad aya k aisa hwa tha. To ab us sa is cheez ki mafi kesa mangi jai ? Na m usko janta hu k wo kon hai kaha hai ? Kya koe aisa treka hai ? Aisa to m gunahgar hwa or m to kabhi b maffi nhi mang skta ? Muge yeh chezain prehsan krti hain k aisa to m shyd jannat m ja e na pao. Zarori nhi k yehi mamla or b kafi sara mamlat hota hain jin m insan ziyadti kr baithta hai lkin bad m yad ata hai or tab tk us shals ka pta b nhi hota . To kya koe aisa treka hai jis sa iski talafi ho ska ?
Sponsor Ask Ghamidi