Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums General Discussions Hadith References In Meezan Book

  • Hadith References In Meezan Book

    Mohammad Hasan updated 4 years, 2 months ago 3 Members · 18 Replies
  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar September 28, 2020 at 12:26 pm

    explain it please

  • Mohammad Hasan

    Member September 28, 2020 at 12:27 pm

    Meezan book me jo namaz k chapter h usme Jo riwayat ki daleel di h usme references nhi bataya ki ye kha se li h daleel kaunsi kitab se

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar September 28, 2020 at 12:34 pm

    ہر جگہ ہر روایت کا حوالہ مع حدیث نمبر بیان کیا گیا ہے۔ فٹ نوٹس دیکھیے۔

  • Mohammad Hasan

    Member September 28, 2020 at 12:36 pm

    Foot notes kha pr hota h

    Aur hawala to h magar koi kitab ka nam nhi aur koi numbering bhi nhi h sirf Qur’an ka reference h uski numbering h bs hadees ki numbering nhi h

    • $ohail T@hir

      Moderator September 28, 2020 at 12:58 pm

      Can you copy screenshot from Meezan and upload image here?

  • Mohammad Hasan

    Member September 28, 2020 at 6:19 pm

    Ye dikhye khi pr bhi ye nhi h ki ye riwayat hmne is kitab se li h ya ye number h bs riwayat likhi h

    Aur hr usme hoga aese h to sahih kraye

  • Mohammad Hasan

    Member September 28, 2020 at 6:22 pm

    Aur isme jo fuse qunoot h usme to glti bhi h last me thoda cheez gayab jaise ki

    Fala yaizu man aadait h last se phle tabarakta rabna k phle wo bhi nhi h

    Ye sb thek kraye

  • Mohammad Hasan

    Member September 29, 2020 at 6:18 pm

    Batayie👆

  • Mohammad Hasan

    Member September 29, 2020 at 11:35 pm

    Batayie 👆 aur reference to h magar ye nhi h ki kaunsi kitab se liya gya h aur numbering kya

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar September 29, 2020 at 11:40 pm

    In the original book the references are provided, but in Ghamidi app they did not appear. I ask the admin to upload the citation as well. you can download the book in pdf, references are there too.

  • Mohammad Hasan

    Member September 29, 2020 at 11:43 pm

    Ok brother

    Aur ek aur baat hmko tafseer al bayan aur meezan ki book leni h to kha se le

    Sur meezan jo phir se published hoyi h mtlb jo gltiya tho usko sahih krke phir published hoyi h to usko kha se

    Aur tafseer to phir se nhi chappu na new to wo bhi batadijye

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar September 30, 2020 at 12:08 am

    دونوں نئی چھپی ہیں۔

    آپ پاکستان میں ہیں تو المورد پاکستان سے منگوا سکتے ہیں۔

    اس نمبر پر رابطہ کیجیے۔

    923008427011

  • Mohammad Hasan

    Member September 30, 2020 at 12:08 am

    Mai pakistan me nhi ho

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar September 30, 2020 at 12:09 am

    کس ملک میں ہیں ؟

  • Mohammad Hasan

    Member September 30, 2020 at 12:09 am

    Aur kuch batayie aur kha se mangwa skte h jisme hme newly mil jaye pakistan k bhar ho mai

  • Mohammad Hasan

    Member September 30, 2020 at 12:10 am

    India

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar September 30, 2020 at 12:13 am

    Contact Mushfiq Sultan sahib

    +91 70065 19894

  • Mohammad Hasan

    Member September 30, 2020 at 12:14 am

    Ye kha rhthe h

You must be logged in to reply.
Login | Register