Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

  • Masah

    Faisal Haroon updated 4 years, 2 months ago 4 Members · 10 Replies
  • Mohammad Hasan

    Member October 11, 2020 at 6:14 pm

    Iska jawab dijye 👆

  • Umer

    Moderator October 11, 2020 at 7:19 pm

    Iski daleel un sai poochain jo isko wuzu ka baqaida hissa samajhtay hain.

  • Umer

    Moderator October 11, 2020 at 7:37 pm

    wuzu ka zaroori hissa nhi hai, laikin ahtemaam kai saath wuzu main peechay gardan tak bh haath chala jaye ya uska bh masah hojaye takay pooray ahtemaam sai sar ka masah hojaye to koe harj nhi, laikin yai wuzu ka zaroori hissa nhi hai. garddan ka masah, qulli karna waghaira wuzu pai ahtemaam ki dalalat kartay hain, na kai unkai farz honay ki.

    • Mohammad Hasan

      Member October 11, 2020 at 7:38 pm

      To ye jo gardan k masah wo sarke masah k sath jaise piche le jate h waise hoga ki alag se hoga

    • Umer

      Moderator October 11, 2020 at 7:41 pm

      peechay lai jayen haath kaafi hai

    • Faisal Haroon

      Moderator October 11, 2020 at 8:11 pm

      @UmerQureshi

      Pehlay kaunsa hath pohonchna chahiye – dayan ya bayan?

You must be logged in to reply.
Login | Register