Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums General Discussions دین سنت کے لئے کون سی کتاب موجود ہے ؟

  • دین سنت کے لئے کون سی کتاب موجود ہے ؟

    Posted by Abdul Shakoor on October 15, 2020 at 5:55 pm

    سوال :

    قرآن و سنہ دین ہے ۔

    دین سنت کے لئے کون سی کتاب موجود ہے ؟

    غامدی صاحب کی میزان کے علاوہ ۔

    کسی بھی مسلک کی کسی کتاب کا نام مل سکتا ہے ؟

    Umer replied 4 years, 2 months ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply
  • دین سنت کے لئے کون سی کتاب موجود ہے ؟

    Umer updated 4 years, 2 months ago 2 Members · 1 Reply
  • Umer

    Moderator October 21, 2020 at 4:29 pm

    Ilm-e-asool par koe bh Kitaab uthaa lain jaisay kai, Imam Shaafi ki Ar-Risala ya Ibn-e-Abdul Bar ki Jamai Bayan-ul-ilm. Is kai elawa bh asool par jo kutab likhi gae hain woh sab Sunnah ka aik bara hissa ijma aur tawatur sai hi muntaqil maantay hain, balkay ussay muslaman honay ki laazmi shart qarar daitay hain.

    Raha sawaal mutaiyan fehrist ka, toh woh apko wahan nhi milay gi, yai kaam mutaiyan toor par Ghamidi Sahab nai kiya hai aur is tarah Sunnah ko Akhbar-i-Ahad sai alag kar diya hai takay deen be-kammo kaas mutaiyan hokar hamaray saamnay aa jaye.

You must be logged in to reply.
Login | Register