-
The Reward For Women In Paradise
Surah rehman ma ata hai k … “wahan hooreien / naik auratein hn g jinhein kisi insan na aur na hi kisi jinn na hath lagaya ho ga… “.. kia aurat k liye yahan kaha nahi ja skta tha k wahan naik mard hn gy! .. aisa zikar krny k pechay kia zikmat ha.. ye sawal mry zehan ma kuch saalun se ha magr ma khud ko satisfy nahi kr paye.. jab hmy pta ha k mutaliqa aur baiwa se shadi ki ja skti ha to yahan mardun k liye jannat ma aisy reward ki baat kiun ki gye ha?? mje andaza ha k aurat aur mard ko human dignity k aitebar se same consider kia ha islam nai.. magar kahein bhi mje ye reference nahi mila k naik mard auratun k liye hein..
aur kia muashry ko hm aurat k character se hi hamesha judge kr skty? mje yun mehsos hota ha k hm auratun pr zaida bojh dal daity hn society and religion ka.. Islam is bary ma kia kahta ha? Please is pr roshni daliye.. shukriya
Sponsor Ask Ghamidi