Forums › Forums › Islam And State › Salah And Responsibility Of The State
-
Salah And Responsibility Of The State
Posted by Saira Qureshi on May 2, 2021 at 9:41 amزکوۂ کو وصول کرنے میں حکومت سختی کر سکتی ہے۔ بات سمجھ آتی ہے ۔ لیکن اگر کوئی نماز نہیں پڑھتا تو اس معاملہ میں حکومت کیا کرے گی کیسے سختی کرے گی ؟؟؟
Umer replied 2 years, 11 months ago 9 Members · 19 Replies -
19 Replies
-
Salah And Responsibility Of The State
-
Arsalan Riaz
Member May 2, 2021 at 10:04 amمجھے بھی غامدی صاحب کی اس بات سے اختلاف ہے۔ نماز ایک فرد اور اللہ کا ذاتی معاملہ ہے۔ حکومت کیسے اس کو جبراً نافذ کر سکتی ہے۔ کیا حکومت ہر گھر میں جا کر دیکھے گی کہ کون مسجد جا رہا ہے ؟ یا پھر ہر مسجد میں حاضری لگوائی جائے گی جیسے سکولوں میں لگتی ہے۔
-
Khalid Tarar
Member May 2, 2021 at 6:46 pmI don’t recall seeing any video from Ghamidi sahib where he said that government can enforce on individuals to pray namaz. Can anyone provide reference where he said it?
-
-
Zuhair
Member May 2, 2021 at 10:37 amPlease us video ka hawala den jahan Ghamidi sb ne yeh sab kaha hai
-
Fatima
Member May 2, 2021 at 11:29 am -
Fatima
Member May 2, 2021 at 11:35 amvideo thoda lengthy hai jisme ustad ghamidi sahab ne khud kaha hai ke namaz jabran nahi padha sakty,baqi deekhne se or bhi kafi cheeze clear hongi
-
Hassaan Adil
Member May 2, 2021 at 12:06 pmjabran padha sakta han ya nahi padha sakta?
-
-
Fatima
Member May 2, 2021 at 12:37 pmnahi
-
Fatima
Member May 2, 2021 at 12:51 pmmeri nazar me islam me vo ibadat jo sirf apni zaat se ho jisme maashiry ka taalluq na ho vo jabran nahi karva sakty sirf targheeb dila sakty hai,jab insan islam samjhega apne rab se mohabbat karega khud hi islam ki cheezo ko follow karne lagega.
-
Zuhair
Member May 2, 2021 at 2:13 pmMene takreeban poori video dekhi hai aur jo samjh Aya hai ke Ghamidi sb ne kaha hai ke namaz yaa roza rakhna aap kisi par farz Nahi karskate aur ispe saza dena hakoomat ko koi haq Nahi deta jo bilkul Shai baat hai. Ghamidi sb ne kahi jagah apni videos mai yeh bhi kaha hai ke namaz, roza wagaira yeh sab insaan Allah se muhabbat aur taaluq ke lihaaz se in par amal karta hai jise Allah aur insaan ka taaluq mazboot hota hai. Iski ek Bahut khubsurat misaal yeh di thi ke jistarah hum apni waalida ke kisi hukm ko muhabbat aur izat mai nahi taal sakte tou Allah ke hukm par bhi usi tarah amal Karte hain. Yeh taaluq sirf ek fard ka uske khuda se hai mere roza rakhne par yaa namaz parhne par hakoomat koi dakhal andaazi Nahi karsakti. Maazrat ke saath yeh kahoon ga ke Dr Israr ki Bahut baaten mujhe Sahi Nahi lagi aur Ghamidi sb ne Bahut tafseel aur asaan lafzon mai is maamle par roshni daal di hai.
-
Zuhair
Member May 2, 2021 at 2:22 pmDr Israr sb ki aur baat pe roshni daloon tou unho ne kaha ke musalman daarhi rakh Kar apne muslim hone ka saboot de sakte hain duniya ke saamne jo bilkul gair mutaliqa baat hai. Allama Iqbal ne bhi apne falsfon ke zariye musalmaano ki isi kharab soch ko badla tha ke islami hulia apnane se tumhare mazhab ka saboot Nahi mile ga aur maghribi mumaalik ka tehzeeb apnane ka yeh hargiz matlab nahi hai ke hum musalmaan Nahi rehte balke hume quran ki taaleem o tarbeat aur apne ache kirdaar aur amaal ke zariye apna muslim hone ka saboot dena hai naa ke huliye ke zariye
-
Fatima
Member May 3, 2021 at 1:27 amji aapne sahi samjha
-
-
Umer
Moderator May 2, 2021 at 2:33 pmPlease listen to Ghamidi Sahab’s response here:
-
Saira Qureshi
Member May 3, 2021 at 6:24 amI still am confused. It is not clear. Ghamidi sb says government can ‘force/ interfere’ for people to pray in an Islamic state . BUT how ??
-
Faisal Haroon
Moderator May 3, 2021 at 8:20 am‘How’ is purely an administrative matter of the state. Possible ways can be reprimanding them through fines, community service, etc.
-
-
Saira Qureshi
Member May 3, 2021 at 1:41 pmThankyou Faisal Haroon for your reply. Can u please answer me further that from which part of Quran we take and understand this particular concept ?
-
Umer
Moderator May 14, 2021 at 1:03 pmThe relevant verses are Quran (9:5) and Quran (9:11)
-
-
Saira Qureshi
Member May 4, 2021 at 7:54 amI am waiting for your answer
-
Haris Virk
Moderator May 4, 2021 at 9:15 am[These believers are those who], if We grant them authority in this land, will establish regular prayers and pay Zakah and enjoin what is virtuous and forbid what is evil. (22:41)
-
-
Umer
Moderator December 22, 2021 at 2:58 pmFor recent comments of Ghamidi Sahab, please refer to the following response:
Sponsor Ask Ghamidi