-
Quran 4:158 Explanation With Reference To Jesus
بَلۡ رَّفَعَہُ اللّٰہُ اِلَیۡہِ ؕ وَ کَانَ اللّٰہُ عَزِیۡزًا حَکِیۡمًا ﴿۱۵۸﴾
TRANSLATION :
بلکہ اللہ نے انہیں اپنے پاس اٹھا لیا تھا ، اور اللہ بڑا صاحب اقتدار ، بڑا حکمت والا ہے
Main ne javed ahmed ghamdi sb ki etrazat ka session dekha jis main nuzool-e-maseeh ka zikar hai mujhy un ke dalael bohat hi strong lagy aur main bohat shukar guzar hun un ka ke itny tahamul aur achy tareeke se janab apny baten hum tak pohnchaty hain aur samjhaty hain ALLAH un ki umar lamby farmae.
Ooper dee gae ayat surah nisa ki ayat mubarka hai,is ayat main yahan “متوفیق” ka zikar nahy aya koi ye ayat samjha sakta hai ke is ka pas-e-manzar wagera kia hai kioon ke main ne ghamdi sahab ko samjha aur mera farz hai k ab main is ko jitna ho saky agy samjhaoon to ek dost ne ye ayat parhy aur yahy sawal pesh kia to mere pass koi jawab na tha is waja se agar koi ehl-e-ilm is baat koi clear kar de to bary mehrbani hogy
Sponsor Ask Ghamidi