-
Recitation Of Kalima To Attain The Paradise
Main ne apny beshtar doston se azeez-0-akarib se teachers se aur bohat se logon se ye kehty hue suna hai ke kalma parhny se jannat mil jaty hai to agar esa hai kisi hadith wagera main to Quran pak nazil farmany ki kia zaroorat thy,main personally jo sochta hun wo ye ke Deen islam is totally practical so,if we don’t practice it us waqt tak hum jannat ka tasuwur bhi nahy kar sakty.Ehl-e-ilm se darkhwast he ke kia main sahi sochta hun agar nahy to azrah-e-karm rehnumae farmaen
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1586 days, 7,400 registered users have posted 58,145 messages under 16,163 unique topics on Ask Ghamidi.