Is surat e haal me kya hoga ke,
Ke sood pr pesa lena wala jo shaqs he vo koi bechara nahi he, use apni beti ki shadi me fuzool kharchi karni he, ya uska karobar kam pese se bhi shuru ho sakta tha lekin uska shok he ke use jyada pese se karobar shuru karna he isliye sood pr pesa uthata he,
Quran me jo baat aai he vo uske khilaf or us mazloom ke difa me he jo sood khor kisi mazloom ko karz dekar usse munafe ka sawal karta he, nake us nawabzade ke liye jisko bade pemane pr kaam karna he, or na uske liye jisko beti ki shadi me fuzool pesa udana he, jis waqt me aap or me zinda he, is waqt me sood pr pesa uthana ek karobar he, pese se pesa kamakar log bank ko sood samet wapas kr dete he, is haal me sood pr pesa uthane wala hi bank ya mahajan ko sood khila rahe he,
Or ek sawal or Javed Ghamidi Sahab jis nukta e nazar ko pesh kr rahe he, iski asal kya he, aaj jo duniya is hadees ka matlab smjhti he kya yeh nayi baat he, kya aaj se pehle tabain tabe tabain ne is hadees ka yahi matlab nahi smjha,