Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Obligations In Wuzu And Ghusal

Tagged: ,

  • Obligations In Wuzu And Ghusal

    Posted by ashif ahmed on April 18, 2022 at 6:02 pm

    * agar mera night discharge ho jaye ya koi agar biwi ke physical hone ke baad ghusal farz ho jaye toh kya usi waqt nahana zaroori hei aur maani kya napak hei ya paak hei .

    * aur kya mani kharij hone ke baad peshab karna lajim hei kyoki meine suna tha ki agar peshab nehi karoge toh bad me agar peshab kiya aur thoda qatrat mani ke peshab ke sath nikal aya toh phirse gusal farz ho jayega

    *wuju me kya nak me pani Chadana ya muh me pani Lekar kulla karna farz hei

    mera ek ustad hei Jo ahnaf ke nuqta e nazar ko follow karta hei unhone kaha tha wuzu ke sirf 4 farz hei muh dhona hath dhona sar ka masah karna aur pero ko dhona

    * hath aur pero kaha tak dhona zaroori hei ancle tak dhona hoga ya usse bhi bhi uper .

    * mera darhi hei utna thickness nehi hei per utna thin bhi nehi hei agar kisike darhi ho toh kya usko pura jaga jaha darhi hei sab jagah ki roots tak pani pohchne tak dhona hoga

    jaise ki ahnaf me koi kehta hei ki jiske thick darhi hei woh bas fingers se darhi ke andar hath se ek masah type karde per jiska thick nehi hei usko roots tak dhona hoga …?

    Dr. Irfan Shahzad replied 2 years, 5 months ago 2 Members · 9 Replies
  • 9 Replies
  • Obligations In Wuzu And Ghusal

    Dr. Irfan Shahzad updated 2 years, 5 months ago 2 Members · 9 Replies
  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar April 20, 2022 at 3:56 am

    Usi wakt ghusal krna zaroori nahi.

    Mani napaak hai.

    Peshaab krna lazim nahi. Ghusal tab krna chahaey jab itminaan ho gae kay ab mani waghaira ka nikalna Khatm hogea. Lekin ghusal Kay Baad koi katra Nikal ae to ghusal dibara krny ki zaroorat nahi. Us sy sorf wudu totay ga.

    Ghusal achary sy krna chahaey isi liey kulli or naak main Pani bhi dalna chahey. Is ko farz wajib Kay category main na daalein. Achi Tarah ghusal main naak or mun ko dhona bhi shamil samjha jata hai.

    AIk aik Baal ki root main Pani khud pohanch jata hai. Jab ap nay mun ya jism Pura dho Lia to ab timinan rakein.

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar April 20, 2022 at 3:58 am

    Hands elbows tak or feet ankles tak wash krna hai lekik ye wudu key liey hai. Ghusal Kay lie Pura jism wash krna hai

  • ashif ahmed

    Member April 20, 2022 at 11:30 am

    @Irfan76 agar mein apne kulli karna bhul gaya ya nak me pani me pani nehi phchaya kya mera gushal nehi hoga mukammal kyuki Mera Sardi ke wajeh se darta hu kahi nak band na ho jaye mera thoda problem hei Sardi ka isiliye zyada tar jab se suna hei waju me nak dhona farz nehi tab se gusal me bhi muh thik se dho leta hu per nak me pani nehi chatata

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar April 20, 2022 at 9:58 pm

    Yes you can avoid

  • ashif ahmed

    Member June 9, 2022 at 6:39 am

    agar koi janbuz kar nak me pani na charaye toh kya uska ghusal ho jayega agar gushal janabat ho toh

  • ashif ahmed

    Member June 9, 2022 at 7:41 am

    @Irfan76 aur meine suna hei rasullah s. a. w ne kabhi nak aur muh pe pani charaye bina kabhi bhi kushal aur wuzu nehi kiya hei kya bat sahi hei agar sahi hei toh ham par bhi yeh farz nehi hota ki nak aur muh me pani charaye aur agar nehi toh uska proof kya hei zaroor bataye kyki mein kafi mahine se bina nak pe pani charaye bina wuzu aur gushal kar raha hu ab mujhe kya karna hoga..

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar June 10, 2022 at 2:43 am

    Rasool PBUH did not declare to rinse mouth and put water in the nose as Farz or compulsory although he used to do it. To declare something Farz needs more qualifications than mere act of the prophet. Because the act of the prophet can have other meaning that he used to do a thing as it was good ( Mustahab) but not compulsory. He used to say Nawafil regularly, but we know they were never made Farz.

    However, for Ghusal of Janabat, the word Ittahharu and Taghtasilu, are used which means one should take good care of the act of ghusal and putting water in mouth and nose accomplish it.

  • ashif ahmed

    Member June 10, 2022 at 3:08 am

    So if I wash my nose and mouth with water then it is mustahab practice but if I don’t do this practice so will my (fard/ ghusal e janabat) will be considered correct…or not .. ..?

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar June 10, 2022 at 3:29 am

    yes, still it is recommended not to leave them unclean or not washed without a valid reason.

You must be logged in to reply.
Login | Register