Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Impurity On Tiles In The Washroom And Doubts About Splashbacks Of Impurity

Tagged: 

  • Impurity On Tiles In The Washroom And Doubts About Splashbacks Of Impurity

    Posted by ashif ahmed on May 18, 2022 at 6:42 am

    jaise ki mujhe yeh malum hua hei ki pathar jo hei khusk hokar paak hojata hei thik aise hee kya baathroom me jo tiles laga hua hota hei woh bhi khusk hokar paak ho jayega agar colour and smell chala jaye

    aur ek sawal hei koi peshab karne ke bad bathroom se bahar aye aur me jakar confused ho jaou pani hei yeh peshab chitein hei matlab aqal yeh keh rahi hoti hei ki yeh chitein peshab ki chitein jaise hei per axectly clear na ho kyki pani bhi dikh raha ho ab is confusion me kya karna chahiye kya aqal ki sunna chahiye ya is mamle me proof hona chahiye

    ashif ahmed replied 2 years, 5 months ago 3 Members · 12 Replies
  • 12 Replies
  • Impurity On Tiles In The Washroom And Doubts About Splashbacks Of Impurity

    ashif ahmed updated 2 years, 5 months ago 3 Members · 12 Replies
  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar May 18, 2022 at 11:45 pm

    جی ٹائلز بھی پاک ہو جاتی ہیں جب ان پر پانی بہ جائے یا نجاست کا اثر نہ رہے۔

    دوسرے سوال کا جواب یہ ہے کہ اگر کچھ شک ہو تو اس جگہ پانی بہا دیا جائے۔ تاہم شک کو یقین کے درجے میں نہیں سمجھنا چاہیے

  • ashif ahmed

    Member May 19, 2022 at 4:07 am

    kya ab Hindi me likh sakte mujhe Urdu nehi ataa padhna translation use karke bhi clear samajh nehi ata

  • Kausar Mehmood

    Member May 19, 2022 at 3:55 pm

    Dr Irfan Shahzad Saab’s response in In roman urdu:

    Ji tiles bhi paak ho jati hai jab un par paani beh jaye ya najasat (gandagi) ka asar na rahe.

    Doosre sawal ka jawab yeh hai k agar kuch shak ho toh us jagah paani baha diya jaye. taaham shak ko yaqeen ke darje mein nahi samajhna chahiye.

    • ashif ahmed

      Member May 19, 2022 at 4:16 pm

      shukriya brother ❤️

  • ashif ahmed

    Member May 23, 2022 at 7:18 am

    @Irfan76 ek aur sawal ke agar kabhi koiehman aye Ghar par ho in chijo ka dhyan nehi rakhte agar woh kabhi aise peshab karde toh kya sara bathroom ko dhona chiye ya sirf jaha zamin wala tiles par jaha nazar aa raha hei waha Pani Baha dena kafi hei kyki side wala walls bad me khusk hoke paak ho jayega agar chitein gir gaya ho toh

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar May 27, 2022 at 6:42 am

    Ap ko jahan nazar aye wahan pani baha dein. ye ap ko khud tay krna hai.

    • ashif ahmed

      Member May 30, 2022 at 1:48 pm

      @Irfan76 akhri sawal yeh zyada tar doubts hee hota hei ab mujhe aisa lagta hei phir bhi ek last question agar istinja ke waqt kabhi kuch ek do chitein kahi par lag jaye toh yeh toh malum nehi hota ki woh pani Pak hei napak lekin kya hum wet hands se us jagah ko wipe karna bhi kafi hoga 3 bar .. ya tissue paper se wipe karde dry cleaning kya yeh kar sakte foot ya kahi aur lag jaye toh kyuki isme zyada shochne se bhi musakkat hoti hei

  • ashif ahmed

    Member May 31, 2022 at 4:13 am

    @UmerQureshi kya ap is last sawal ka jawab de sakte hei ..? .

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar May 31, 2022 at 6:20 am

    Minor kism ki chetien ap ignore kr saktay hain. taaham, agr pani baha dein to behtar hai.

    • ashif ahmed

      Member May 31, 2022 at 6:42 am

      wet hands 3 times ya tissue se 3 times wipe karne se bhi saf ho jayega Sayad kya aisa kar sakte hei ..

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar May 31, 2022 at 7:54 am

    3 times are not specified. Wipe hand to run on the spot makes no difference unless water is poured to wash away the substance.

    To wipe with tissue is fine too.

  • ashif ahmed

    Member May 31, 2022 at 8:25 am

    So the main point is to remove najasat whether with water or paper both not only for istinja can also be used for other najasat

You must be logged in to reply.
Login | Register