-
Marriage Without Permission Of Parents
mera ek cousin hei woh ek ladki ke sath shadi karna chahta hei aur undono ka relation mein hei per physical nehi bas ek dusre ko mohobbat karte hei aur shadi karna chahta hei aur ladki ke ghar wale Raji hei par mere cousin ke parents Raji nehi hei aur yeh kehte hei ki us ladki ke Walid sharab pita hei Jo ki shach bhi hei isiliye us ghar me hum rista nehi bana sakte aur kuch aur reason bhi ho sakte hei jaise ki us ladki ki ghar me gharjamai ban kar rehte hei sayad ladki ke pita. par ladki le character ek aam muslim ladki ki tarah hei jaise ki aqsar muslim ladkiya hoti hei aur ladke ke ne kaha hei 7 sal se us ladki ko wait Kara kar wada bhi kar chuka hei lekin ab mere cousin ke parents accept nehi kar rahe kya karna chahiye ladka usi ladki se shadi karna chahta hei aur parents ko bhi bohot manane ki koshish Kiya hoga par woh accept nehi kar rahe hei uska sawal yeh hoga ki 1. kya mein parents ko naraj karke usi ladki se nikah karna zaij hoga
2. aur agar woh ladki ko chor kar kisi aur se shadi kar le toh kya gunah hoga .
Islam me kis kis ki permission Lena kafi hei nikah ke liye.
Sponsor Ask Ghamidi
The discussion "Marriage Without Permission Of Parents" is closed to new replies.