Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Why Don't Narrations Supporting Rafaidain Make It A Compulsory Act?

Tagged: ,

  • Why Don't Narrations Supporting Rafaidain Make It A Compulsory Act?

    Posted by Uwais Subhan on May 30, 2022 at 12:00 pm

    Bukhari 631 kitabul azaan

    Hadees ka mafhoom he Allah ke Rasool ne farmaya Namaz is tarah padho jis tarah mujhe padhte dekho. Or kafi hadees se sabit hota he ke Allah ke Rasool Namaz is tarah padhte the ke ruku me jate to rafa al yaden karte ruku se uthte to rafa al yaden karte, fir is sab ke baad Javed Gamidi sahab ki yeh raye kitni sahi he ke rafa al yaden karna chahe to kar le na karna chahe to na kare,

    Bara e mehrbani rehnumai farmaye.

    Umer replied 2 years, 5 months ago 3 Members · 3 Replies
  • 3 Replies
  • Why Don't Narrations Supporting Rafaidain Make It A Compulsory Act?

    Umer updated 2 years, 5 months ago 3 Members · 3 Replies
  • ashif ahmed

    Member May 30, 2022 at 2:29 pm

    brother me 2017 se rafya yadein kar raha hu jab se pata chala ki rafayaden bhi sabit hei aur mujhe pehle yeh bhi lagta tha ki rafayaden jo na kare unka namaz etc par bohot hee dukh hota raha sakh o subah bohot hota raha

    par rafayaden na karne par bhi hadith e hei tab mujhe ye laga sayad pehle rafayaden nehi karte the bad me rasullah s a w apne wafat ke waqt tak ek bhi aisa deen na ho inme rafayaden nehi kiya ho meine dono hadith o ko aisa samjha bohot had tak phir jab pata chala namaz toh log Muhammad s a w ke elan e nabuat se pehle bhi padhte the namaz toh bani Ismail padhte aa rahe the unko pata tha namaz kya hei isiliye quran me unlogo ke liye namaz ko sirf ada karna ka zikr hei baki namaz se woh wakif the ab atein us bat par ki rasullah s a w rafayaden karte the ya pehle nehi karte the aur uske bad rafayaden se he bhi namaz padhte rahe wafat ke waqt tak ..? kya yeh bat sahi hei ..? yeh logical nehi hei kyuki namaz sunnat se tawatur ke sath ummat tak pohcha hei isiliye yeh bat hee sahi hei ki kabhi rafayaden se bhi rasullah namaz ada karte the

    aur chand ya Suraj grhan mujhe thik se pata nehi usme Jo rasullah s.a.w ne namaz padhi ek zyada ruku bhi kiye the zyada sajda bhi kiye the isiliye sabhi tariqa sahi hei kabhi rafayaden karke kabhi baghair rafayaden se namaz ada kar le mein galat ho saka hu isme par meine aise samjha hei ghamidi sab ki bayan o se aur kafi logical hei aur sabhi hadith o ka bhi isse explanation ho jata hei

    apko Dr Irfan ya umer Qureshi sab ache tarah se jawab denge inshahallah

  • Uwais Subhan

    Member May 30, 2022 at 8:18 pm

    Un hadeeso ka hawala dijiye jinme Rasool Allah ne bina rafa yaden ke namaz padhi ho @humanlly

    @UmerQureshi

    @Irfan76 sahab aap log bhi bara e mehrbani rehnumai farmaye

  • Umer

    Moderator May 30, 2022 at 11:28 pm

    For details, please see:

    Discussion 37566

    __

    Short Response:

    https://youtu.be/LYL5fuqOdxg

You must be logged in to reply.
Login | Register