Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Sources of Islam Ahadith Criticizing People Expert In Quran Recitation

  • Ahadith Criticizing People Expert In Quran Recitation

    Posted by ashif ahmed on June 24, 2022 at 11:25 am

    https://sunnah.com/abudawud:830

    is hadith me rasullah s a w ne riyaqari taraf isara kiya hei bad me log bohot umda lehje me qitat karenge lekin unke khwahish wah wahi aur duniya hogi .

    ab in hadith o se toh log qari banne se bhi dar jayenge aur kya sabhi qari khatre me ho sakte he kyki past me aise bohot qari gujar chuke hei jinko log bula bula kar qirat sunte the aur abhi bhi sunte hei …?

    Umer replied 2 years, 6 months ago 2 Members · 2 Replies
  • 2 Replies
  • Ahadith Criticizing People Expert In Quran Recitation

    Umer updated 2 years, 6 months ago 2 Members · 2 Replies
  • ashif ahmed

    Member June 24, 2022 at 11:37 am

    Abdullah ibn Amr reported: The Messenger of Allah, peace and blessings be upon him, said, “Verily, most of the hypocrites in my nation are among its reciters.”
    Source: Musnad Ahmad 6455
    Grade: Sahih (authentic) according to Al-Arna’ut
    عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ عَمْرِو بْنِ الْعَاصِي قَالَ قَالَ رَسُول اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ إِنَّ أَكْثَرَ مُنَافِقِي أُمَّتِي قُرَّاؤُهَا
    6455 مسند أحمد مسند المكثرين من الصحابة
    6633 المحدث شعيب الأرناؤوط خلاصة حكم المحدث صحيح في تخريج المسند

    aur yeh bhi ek ribayat hei

  • Umer

    Moderator June 26, 2022 at 4:39 pm

    In Ahadees ka maqsad Musalmanon ko un pehluon sai mutanabbay karna hota hai jin main par jana unkai liya bhot bari azmaish ka sabab ban sakta hai, takay Muslaman mutanabbay rahain aur un maamlaat main mazeed mutanabbay hoo jayen. In ka maqsid mutlaqan kisi achay kaam sai rokna nhi hota.

    Quran ki khubsurat Qirat aik hunar hai aur har hunar ki tarah yai hunar bh daad ka mustahiq hota hai. Bas Qari ko is baat par mutanabbay rehna chaiyai kai jis Quran ki woh Qirat kar raha hai, usko samjah kai apni zindagi main ikhtayar bh karay, na kai uskai liya yai hunar sirf dunya akhti karnay ka zarea reh jaye.

You must be logged in to reply.
Login | Register