Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Epistemology And Philosophy Calling Surah Baqra And Surah Aal-e-Imran As Surah Maghzub And Surah Zaaleen?

Tagged: 

  • Calling Surah Baqra And Surah Aal-e-Imran As Surah Maghzub And Surah Zaaleen?

  • Saiyed juned Alimiya

    Member July 1, 2022 at 10:25 pm

    SSurah fateha ki aakari aayat ke mutabik magzub & dwalin ka long discrimination he al bakra & al imran to as synoname al bakra ko surah magzub & surah imaran ko surah dwalin bhi kaha ja sakta he??

  • Saiyed juned Alimiya

    Member July 11, 2022 at 7:42 am

    ?????

  • Umer

    Moderator July 16, 2022 at 4:51 pm

    Ji mukhatib ki riaiyat sai kaha jaa sakta hai unhain Surah Magzub aur Surah Dwaleen, laikin chunkai in naamon main aik qisam ka manfi sa pehlu mehsoos hota hai khas tor par us shaks kai liya jo Quran kai pasemanzar sai itna waqif na hoo, shayad yahi wajah hai kai yai naam zayada rajay nhi huay.

  • Saiyed juned Alimiya

    Member July 16, 2022 at 11:11 pm

    Sahaba radi ne iska name bakra rakha, sayad best behavior tha, jabki wo chaahte to inka name surah magdub & surah daawlin rakh sakte the??

  • Saiyed juned Alimiya

    Member July 16, 2022 at 11:26 pm

    JJabki sahabba radi yahud & nasara ki gumrahi ko dekh rahe the, wo chahte to inke name ssurah madub & surah dwalin rakh ssakkte iske bawajjud surah ka name bbakra rekha sayad isko best behavior keh sakte? Aesa samje

    • Umer

      Moderator July 17, 2022 at 8:18 pm

      Ji is main kya shak ki baat hai, best behavior hi thaa sab sahaba ka.

      Laikin naam unhon nai Surah kai apni asani ko daikh kar rakhay, jaisay kai aik numayan cheez har surah sai lai lii uskai naam kai liya. Chunkay Yahood-o-nasara ka zikr aur surton main bh aaya hai, toh yai naam kisi ghalat fehmi ka bais bh ban saktay thay.

  • Saiyed juned Alimiya

    Member July 17, 2022 at 11:03 pm

    YYes jazakomullaah

You must be logged in to reply.
Login | Register