-
Quran 43:57, 63 & 84 – Calling Jesus (sws) With Different Names
Assalamu Alaikum!
Me Albayan ka mutala kar raha ho or ye kuch sawalat peda hoye hain zehan me to agar Ghamidi sahab se koi poch k bata de to bari meharbani hogi.
Q1. Aam toor par Hazrat Isa AS ko Maryum ka beta Isa kaha jata hai Quran me par Az-Zukhruf ki Ayat 57 me bas Maryum ka beta keh kar unhe refer kiya gaya or Ayat 63 me bas unhein Isa keh kar refer kiya gaya is ki waja kiya hai?
Q2. Az-Zukhruf ki ayat 84 me hai k “Wohi akela Asman me b Illah hai or wohi zameen me b Illah hai” Yaha sawal ye hai k Asmano q nahi kaha gaya singular use hoa hai or next ayat me hai k us ki badshahi Zameen or Asmano me hai yaha Asman plural hai is ki kiya waja hai?
JazakAllah Khair!
Sponsor Ask Ghamidi