Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums General Discussions Khilafat & Mulukiyat

  • Khilafat & Mulukiyat

    Posted by Saiyed juned Alimiya on August 8, 2022 at 5:28 am

    Is topic ko hum kai salo se sunte aaye he,gandi sir ki 20 part bhi sune,sawal ye hota he ki dono taraf ke log mare & bohot kuch huwa,iske bawajud tradinal view ka kehna he ki dono jannati & ek rivayat ki ruh se kehte ki jiska ijtehaad sahi hoga usko do sawab & jisaka galat hoga usko ek sawab,majid Ali radi ke baare me kehte ki surah toba ki 100 ki aayat ke contex me allah unse raji ho gaya,muaviya isme samil nahi,mean dono taraf se log

    Mare he iske bawajud isko kese samje

    Ahsan replied 2 years, 4 months ago 2 Members · 4 Replies
  • 4 Replies
  • Khilafat & Mulukiyat

    Ahsan updated 2 years, 4 months ago 2 Members · 4 Replies
  • Ahsan

    Moderator August 8, 2022 at 9:16 am

    Surah Tauba verse 100 refers to all believing muslims of that time not just Hazrat Ali. Only Allah knows who was right so let Allah decide their fate.

    You will not be asked who was right or wrong on the day of judgment. So we dont need to indulge in such questions.

  • Saiyed juned Alimiya

    Member August 8, 2022 at 9:37 am

    Mean junge siffin ho ya digar junge us par mukadamma to chalega aakhirat me,kon haq par tha kon nahi ye allah par chod de,allah fesala karege,mean kya sahaba radi honese koi baat hi na hogi?

  • Saiyed juned Alimiya

    Member August 8, 2022 at 9:46 am

    Mean sahaba radi ke bare me ek aesa statement de sakte he ki unka jo leval quran me bayan huwa he us wajeh se aesa keh sakte he ki unki jo bhi chuk hogi to usko allah tala khud talafi karde unki badi nekiyo se,kyo ki unke leval par hum do soch bhi nahi sakte

  • Ahsan

    Moderator August 8, 2022 at 11:35 am

    Hmain Quran main btaya hai keh ratti braber zulm nahi hoga. tou Allah khud hi dekhlega ky kia kerna hai
    Hmaray liye oh khair ummat hai. itna kehna kafi hai

You must be logged in to reply.
Login | Register