-
Why Ghamdi Saheb Not Include Head And Hair In اِلَّا مَا ظَہَرَ مِنۡہَا
Surah Noor ayat 31
وَ قُلۡ لِّلۡمُؤۡمِنٰتِ یَغۡضُضۡنَ مِنۡ اَبۡصَارِہِنَّ وَ یَحۡفَظۡنَ فُرُوۡجَہُنَّ وَ لَا یُبۡدِیۡنَ زِیۡنَتَہُنَّ اِلَّا مَا ظَہَرَ مِنۡہَا
Is ayat k bare me Ghamdi saheb kahte hain ki ager aurton ne Zeenat ki hui hai to phir unhe chahra hath or pair k elawa baki sab jagah chipana hai
Mera sawal ye hai is aayat men jo Alfaaz hai اِلَّا مَا ظَہَرَ مِنۡہَا or iska matlab wo jagah jo aam taur par khuli hoti hai to phir head and hair bhi to aam taur par khuli hui hi hoti or jo aurat apna chahra ya sar chupati hai woto bas is wajah se chupati hai ki unhe ye bataya gaya hai ki ye Allah ka hukm hai halanki Allah tala ka aisa koi hukm nhi hai to phir head and hair q isme include nhi ?
Allah tala mard or aurat dono ko sharamgah ( private parts) ki hifazat ka hukm diye hain jiska laazmi takaza hai ki private parts ko harhaal me chupaya jaiga mager chahra hath or pair k sath sath head and hair bhi private parts me shamil nhi hai
Aur head and hair me koi sexual attraction bhi nhi hoti usme zyada se zyada beauty attraction hi hota hai joki chahre par bhi hota hai chahe wo mard ho ya aurat
Mera sawal ye hai is aayat men jo Alfaaz hai اِلَّا مَا ظَہَرَ مِنۡہَا or iska matlab wo jagah jo aam taur par khuli hoti hai to phir head and hair bhi to aam taur par khuli hui hi hoti or jo aurat apna chahra ya sar chupati hai woto bas is wajah se chupati hai ki unhe ye bataya gaya hai ki ye Allah ka hukm hai halanki Allah tala ka aisa koi hukm nhi hai to phir head and hair q isme include nhi ?
Sponsor Ask Ghamidi
The discussion "Why Ghamdi Saheb Not Include Head And Hair In اِلَّا مَا ظَہَرَ مِنۡہَا" is closed to new replies.