-
Is Lying And Murdur Same Major Sin And Repentance
AOA
my question is
Jhoot aur zina ya qatal ye sb he bary gunah hain in main kya farq hai? kya sb he repentance k baad maaf hun gay? repentance ka qanon hai jo Sir Javed Ahmad Ghamidi ny btya mafi mangna dil se aur us gunah ko chorna aur islah krna lakin agr insan janta ho abi mafi mang rha hn subha phir jhoot bol dena koe na koe jaisy roz mra zindgi ka bolte bhale kisi ka haq marne k lye na bolain apne lye he bol deta banda kbi zarort k takht kbi majbori k takht tu kya aisi repentance qabool hogi? kiya phr mafi na mangi jay ye jante hove k dill k endr pta hai k gunah chora nahi ha subha phir kr dena hai tu kya tuba qabool hogi? kya aisy maafi mangni chahye phir be ya nahi mangain kiun k zina ma insan kehta ab nahi krna lakin phir agr jazbat hawi hn phir gunah ho jta lakin jhoot tu agle din he agr insan janta bola jay ga koe na koe tu kya repentance nai krni chahye aur kya repentance hogi b nahi ya?
Kindly share your view on it
Sir @UmerQureshi
Sponsor Ask Ghamidi