Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Sources of Islam Quran 22:78 – Why Is Rank Of Shahdah Applied To Whole Of Bani-ismail?

Tagged: ,

  • Quran 22:78 – Why Is Rank Of Shahdah Applied To Whole Of Bani-ismail?

    Posted by Saiyed juned Alimiya on March 17, 2023 at 7:00 am

    Is aayat mejo ye hisa he ki ” is liye chun liya ke rasul tum par gavai de aur duniya ke sab logo par tum gavai Dene vale bano'”mean ye hisa sahaba radi saath khas he aur sahaba ne is par Amal karke pura bhi kiya, lekin albayaan is aayat ka itlak. Aaj ki ummat par bhi Kiya Gaya he,” aalami satah par e tamanme hujjat ” ke sentence ke saath,isko kese samje?

    Saiyed juned Alimiya replied 1 year, 8 months ago 2 Members · 7 Replies
  • 7 Replies
  • Quran 22:78 – Why Is Rank Of Shahdah Applied To Whole Of Bani-ismail?

  • Umer

    Moderator March 23, 2023 at 5:25 pm

    Please refer to the following video (specifically from 19:56 to 44:43)

    https://youtu.be/XiPY32Xkpgg?t=1196

  • Saiyed juned Alimiya

    Member March 24, 2023 at 11:54 pm

    Ji jazakomullah

  • Saiyed juned Alimiya

    Member March 30, 2023 at 12:19 am

    Yes pura bayan suna, kya is aayat ke hukam ko yu samje ki din ki dawat ki ijtimai illat qyamat ki subah tak rahegi isliye sahadat ka hukam bhi qyamat ki subah tak rahega,lehaza jo khitab allah ne sahaba se kiya wo unki zuriyat jo qyamat mat tak aanewali he unko bhi lagu hoga

    • Umer

      Moderator March 30, 2023 at 8:20 am

      Khitab Sahaba sai hua, laikin khitab unkai sahabi honay ki hasiyat sai nhi hua balkay zarriyat-e-ibrahim ki haisiyat sai hua, isi wajah sai Shahdat kai mansab ka itlaq tamam qiyamat tak aanay walay bani-Ismail par hoga jo zurriyat-e-ibrahim ka hissa hain.

  • Saiyed juned Alimiya

    Member March 30, 2023 at 12:47 pm

    Ji jazakomullah,allah hame apni aman me rakhe

You must be logged in to reply.
Login | Register