Forums › Forums › Epistemology And Philosophy › Concept Of Naseeb
-
Concept Of Naseeb
Posted by Mohammad Hasan on March 25, 2023 at 4:01 amJaise mtlb koi kuch cheez apna samaan khi chodh aye aur khe ki naseeb me tha to chot gya aur jaise khi khana kha rha ho aur usko nhi pta ki wo aj wha khayega to hota h ke naseeb me tha ye sb
Aur agr kuch glt ho ya acha to kahega naseeb tha kya aesa hi h ya mtlb re muktalif agr h to kya h kya henge agr ye hi to
Umer replied 1 year, 7 months ago 2 Members · 19 Replies -
19 Replies
-
Concept Of Naseeb
-
Umer
Moderator March 25, 2023 at 11:22 pm -
Umer
Moderator March 25, 2023 at 11:23 pm-
Mohammad Hasan
Member March 28, 2023 at 11:56 amBhai ek question h jaise bhai koi khi jarha h aur wo kisi k wajeh se gir jaye to kya ye naseeb me tha ya you kheki hm gye to gire na jate to na girte to ye phir naseeb me hi tha kya khe kis tarah usko define kre
-
-
Mohammad Hasan
Member March 26, 2023 at 1:07 amNhi jaise mtlb kuch khud ho jaye ya by chance to ye khana k naseeb tha kya durust tha
-
Mohammad Hasan
Member March 27, 2023 at 12:41 amJawab de dijye please
-
Umer
Moderator March 29, 2023 at 2:06 am
-
-
Mohammad Hasan
Member March 26, 2023 at 1:16 amJaise ek patta bhi ghirta h to wo bhi allah k ilm me hota h ki marzi k baghair kyu bhai jaise ek video dekho thi Ali Mirza ki unhone kha jo hota h allah ki ijazat se hota h kyuki allah ki marzi nhi ki log zina kre allah ne ijazat mtlb ighteyaar diya kelp Laikin upar phir saza h
-
Mohammad Hasan
Member March 27, 2023 at 12:40 amJawab de dijye
-
Umer
Moderator March 27, 2023 at 10:37 pmYai Allah ka hi izan hai jis ki wajah sai hamain irada o ikhtiyar mila hai kai apni marzi sai amal sar anjam dai sakain, is irada o ikhtiyar ka ghalat istemal kai liya hum jawab dai hon gai.
-
Mohammad Hasan
Member March 28, 2023 at 12:26 amHaa bhai whi puch rhe h ki marzi se hota h ki ijazat diya h
Aur izan k mtlb kya h
-
Umer
Moderator March 28, 2023 at 12:28 amIzan ka matlab ijazat hai.
Khuda nai ijazat di hai kai hum apna irada o ikhtiyar istemal kar saktay hain aur hamain usi irada o ikhtiyar kai ghalat istemal par jawab dai hona paray ga.
-
Mohammad Hasan
Member March 28, 2023 at 12:30 amHaa to aesa kh sakte h ki marzi nhi h ijazat diya h
-
Umer
Moderator March 28, 2023 at 12:32 amJi yai sari kainat ka nizam Allah kai izan sai hi chal raha hai
-
Mohammad Hasan
Member March 28, 2023 at 12:35 amBhai ye batayie kya Quran me ye h ki jo hota h allah ki marzi se hota h
-
Umer
Moderator March 28, 2023 at 12:47 amQuran main wazeh hai kai kainat ka amar aur tadbir Allah hi chalata hai.
Quran 13:2 main hai jaisay.
-
Mohammad Hasan
Member March 28, 2023 at 1:30 amNhi wo to h ki allah hi chalata h laikin jaise khte h marzi to ye khi h jaise khte h jo hoti allah ki marzi h to bhai ijazat h ki marzi kya aesa marzi
-
Umer
Moderator March 28, 2023 at 1:33 amIjazat bh hai, marzi bh aur tamam ikhtiyar usi kai hath main hain. Yai sab aik hi baat hai
-
Mohammad Hasan
Member April 9, 2023 at 5:03 amBhai to kya marzi kb h marzi kisme kisme h
Bhai allah ki isme to marzi nhi h na k log badkari kre ye ijazat se h ki jelo Laikin upar saza donga
-
Umer
Moderator April 9, 2023 at 11:30 pmYahan marzi sai murad Allah ka izan hai na kai Allah ki razamandi
-
Sponsor Ask Ghamidi