Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums General Discussions Gold Jewellery Zakat

  • Gold Jewellery Zakat

    Posted by Mohammad Hasan on April 12, 2023 at 3:24 am

    Jaise bhai zati istemal k jewellery pr zakat nhi h to bhai jaise kuch log bachat k liye jewer khareed te h h taki mushkil waqt me bech sake to usme zakat h mtlb zewer k shakal me bachat to usme zakat h

    To bhai kuch jewellery hoti h jo shadi barat me ladies phenti h aur wo bhi zati istemal ki hi cheez h mtlb khud hi phenti zati istemal wo ghar me bhi kuch phahanti h kuch shadi ya khas function to bhai wo bhi zati istemal k huya to usme bhi zakat nhi h

    To bhai jaise agr koi jewer zati istemal k liye khareeda ho ye niyat bhi ho k zati istemal k liye hi h phahenne k liye hi Laikin kbhi agr mushkil padh jaye aur wo bech de to kya tbbhi zakat deni h

    Umer replied 1 year, 8 months ago 2 Members · 3 Replies
  • 3 Replies
  • Gold Jewellery Zakat

    Umer updated 1 year, 8 months ago 2 Members · 3 Replies
  • Umer

    Moderator April 12, 2023 at 2:02 pm

    agar zaiwar bachat kai tor pai rakha hua hai kai future main kaam aa sakta hai mushkil waqt main toh woh bachat ki category main hi shumar hoga aur us par zakat daina hogi.

    Laikin agar zaiwar aslan zati istemal kai liya rakha thaa laikin kisi majburi kai tehat istemal karna par gaya baich kar, toh us par zakat nhi banti.

    • Mohammad Hasan

      Member April 13, 2023 at 3:45 am

      Bhai ek video me Ghamidi se pucha gya to unhone kha ki jo shadi baraat me jewer phabti h to uspr zakat h aur wo riwayat kangan wali bhi usk liye unhone answer diya tha to bhai unka mtlb yhi tha k bachat k liye agr rakha ho jo shadi me pahanti h uspr zakat h

    • Umer

      Moderator April 13, 2023 at 2:47 pm

      Iska faisla insan nai khud dayanat-dari sai karna hai kai bachat kai liya rakha hua hai as a saving ya phir zati istimal ka hai. Agar shadi pai bh khawateen pehenti hain toh woh zati istimal main shumar hoo sakta hai. Laikin phir bh faisla insan ko karna hai. Mujhay pata hai aap kis video ka hawala dai rahay hain, woh purani video hai, neechay walay link main nae video mulahiza karain jo uskai baad record ki gae thii:

      Discussion 46493 • Reply 46494

You must be logged in to reply.
Login | Register