Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Juma Salah In Home For Women

Tagged: , ,

  • Juma Salah In Home For Women

    Posted by Malaika Ghous on April 20, 2023 at 2:39 pm

    Kya aurat Ghar main jummay ki namaz parh sakti hai.. kehtay hai ky jumma namaz ky liye khutbah Sunna farz hai.. khutbay ky baghair namaz e jumma nahi hoti.. agar khawateen ky liye masjid ka bandobast nahi hai tu Kya phir sari Umar baghair jumma Zindagi guxarni ho gi..

    Umer replied 1 year, 7 months ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply
  • Juma Salah In Home For Women

    Umer updated 1 year, 7 months ago 2 Members · 1 Reply
  • Umer

    Moderator April 20, 2023 at 10:41 pm

    Aurton kai liya Juma masjid main parhna farz nhi hai, agar masjid jaa kai parahin to achi baat hai laikin farz nhi hai. Woh ghar main Zuhr ki namaz parh sakti hai juma ki jagah.

You must be logged in to reply.
Login | Register