Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Naming Newborn Abdullah And Asadullah

Tagged: 

  • Naming Newborn Abdullah And Asadullah

    Posted by Mohammad Hasan on May 3, 2023 at 8:04 am

    Bhai jaise asadullah name h ya Abdullah name h to kya isme kya allah k name arha h aur kya ye jo Ullah h ye kya alag h

    Umer replied 1 year, 6 months ago 2 Members · 3 Replies
  • 3 Replies
  • Naming Newborn Abdullah And Asadullah

    Umer updated 1 year, 6 months ago 2 Members · 3 Replies
  • Umer

    Moderator May 3, 2023 at 11:25 pm

    Abdullah ka matlab hai Allah ka banda aur is naam main koe burai nhi, balkay is naam ko pasand kiya gaya hai.

    Asadullah ka matlab hai Allah ka shair (lion of Allah). Log is naam ko Hazrat Ali (rta) ki munasibat sai rakhtay hain chunkay unhain yai laqab diya gaya thaa.

  • Mohammad Hasan

    Member May 4, 2023 at 2:20 am

    Jaise bhai jo log sir name khate h Ullah to kya sahi h jaise zaka Ullah khan name aese hi

    • Umer

      Moderator May 4, 2023 at 9:51 pm

      behtar yahi hai kai sur name kai bajaye first name sai bulaya jaye, taham agar kisi waja sai kisi document, passport ya Identity card par yai sur name aa jata hai toh usay gawara kiya jaa sakta hai, laikin yai parents ko naam rakhaty waqt sochna chaiyai kai naam aisa rakahin jis main agay jaa kai is tarah kai maslay mat paish aayne.

      Waisay abdullah sai pehlay bh kuch naam lagta hai aam tor pai, aisay hi asadullah kai naam sai agay bh kuch naam aata hai aam tor pai jisay sur name kaha jayega. Is liya abdullah aur asadullah aik word consider hon gai.

You must be logged in to reply.
Login | Register