Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Sources of Islam Law Of Sustenance In This World (rizq) & Affluence Of Sahaba (itmam-e-hujjat)

  • Law Of Sustenance In This World (rizq) & Affluence Of Sahaba (itmam-e-hujjat)

    Posted by Saiyed juned Alimiya on May 19, 2023 at 6:29 am

    According to e tamame hujjat sahaba radi ko batore jaza iqtidaar & bohot jyada dolat mili jese ki Kai aayat he, dusari aayat aesi he jisme allah ka farman he ki me jise chahta hu be hisab deta hu & jise chahta hu naap tol ke deta hu is aayat ke bhi awal mukhatib sahaba radi he isko kese samje?

    Saiyed juned Alimiya replied 1 year, 6 months ago 2 Members · 2 Replies
  • 2 Replies
  • Law Of Sustenance In This World (rizq) & Affluence Of Sahaba (itmam-e-hujjat)

  • Umer

    Moderator May 19, 2023 at 10:22 am

    Is dunya main wasail aur rizq ka tafawut Allah kai ‘ibtila‘ kai qanon kai tehat hai jo kai har shaks par lagu hota hai, chahay woh sahaba hon ya Quresh kai log jo Quran kai awwalen mukhatib thay, ya phir aaj kai waqt ka insan.

    Itmam-e-hujjat‘ aur uskai nataij aik khas qanon hai jo kai amumi ‘ibtila‘ kai qanon ki aik khas qisam hai jo aik makhsus waqt pai rasul kai munkireen aur rasul kai mannay walon pai lagu hota hai.

    Please also refer to the link below from 16:11 to 17:54

    https://www.youtube.com/live/Of3rsZH9Et0?feature=share&t=971

  • Saiyed juned Alimiya

    Member May 19, 2023 at 11:35 am

    Ji jazakomullah

You must be logged in to reply.
Login | Register