Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Youth And Islam Is It Shirk To Dialogue Internally With A Friend's Imagination?

Tagged: ,

  • Is It Shirk To Dialogue Internally With A Friend's Imagination?

    Posted by MOHAMMAD MOINUDDIN HYDER on August 17, 2023 at 2:30 pm

    Kya kisi ki gair maujoodgi me use khyal o guman me basa kar guftagu karna ,tareef karna, aur digar alfaz uski taraf mansoob karna b shirk hai? Maslan jo batien aap ba rahe rast nahi karsake apne aaizza se unhe unki gair maujoodgi me sonch kar dil hi dil me baiten karna ya misal k taur par funn e shayari me bhi aye sharek e safar,aye sar Zameen e watan ,aye khuda k rasool aliahisam etc..Inka zikar karte hue apne jazbaat o afkar inki taraf mansoob karna unki gair maujoodgi me jab k wo fee zamana ya fil waqt waha maujood nahi! Kya ye b shirk koi zumre aata hai?

    Ummed hai my apni ishakal samjha paraha hoon!

    Umer replied 1 year, 3 months ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply

You must be logged in to reply.
Login | Register