-
Why Only One Sahabi (Zaid Bin Haris) Is Mentioned In Quran With Name?
Jese ki zaid bin haris ka naam liya gaya nikah ke concern me,phir surah muzadila me heki us aurat ki baat allah ne sunli phir rivayat batati he ki khola radi he, surah munafikin me he ki. Ijjatwale log zillat waloko nikalege jo Abdullah bin ubai ka statement,zisaki khabar allah ke rasul ko zaid bin Akram ne di? Mera question ye he ki kalam ki ye khubi ko kese samje ki ek aayat me zaid bin haris me name he baaki kisi me nahi?
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1585 days, 7,397 registered users have posted 58,128 messages under 16,153 unique topics on Ask Ghamidi.