Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Vow/Mannat Of Reciting Darood-e-Ibrahimi

Tagged: ,

  • Vow/Mannat Of Reciting Darood-e-Ibrahimi

    Posted by Daniyaa Khan on October 26, 2023 at 4:37 pm

    Assalamualaikum

    1- Ager Kisi ne Mannat Mani ho ky yeh kaam hojay tu itni bar Darood Ibrahimi parhy ga tu Kiya yeh durust hai…is main koe shirk ka sawal tu nahi hai? Kiya yeh manaat durust ha aur puri krni chahye…Kiya Kisi b Naik Amal ko krne ki Manat man sakte hain?

    Darood ALLAH ky Nabi ky Liye ALLAH ky Hazor main Dua hai tu Kiya yeh manaat jaiz ha…ap Nabi sy muhabat ka izhar krte hain ALLAH ki bargah ma Dua krte hain

    2- Kiya Dua b Ibadah hai yah sirf aik Naik Amal hai

    Umer replied 1 year ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply
  • Vow/Mannat Of Reciting Darood-e-Ibrahimi

    Umer updated 1 year ago 2 Members · 1 Reply
  • Umer

    Moderator October 31, 2023 at 11:20 pm

    1– Ji is main Shirk ka koe pehlu nahi. Agar Allah sai Mannat maan li hai toh poori karni chaiyai, laikin is qisam ki mannatain nhi mangni chaiyain, yai deen kai amumi mizaaj kai khilaf hain.

    2– Ji Dua apni Zaat main aik Ibadat hai.

    __

    Please also refer to the video below from 13:20 to 16:09

    https://youtu.be/OShfYpjfnHA?si=P-bvfdL6N5_ytinB&t=800

You must be logged in to reply.
Login | Register