Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Sources of Islam What Is Use Of Fisq In Quran And It's Application

Tagged: 

  • What Is Use Of Fisq In Quran And It's Application

    Posted by Rimsha on January 1, 2024 at 12:51 pm

    Assalamualaikum

    Quran main fisq(فسق)ka Kya matlb hai? Kya shirk krna bhi fisq hai jaisy (Quran 5:3) aur Dietary Shriah se mutaliq ayat ma bhi fisq ka lafz istamal hova ha ky Janwar Zibah krte hove ALLAH ky elawa Kisi ka nam Lena b fisq hai…Kya choty gunah aur bary tamam gunah jis ma shirk b shamil hai ye fisq he hain…?

    Aik sawal ky jawab main Janab Ghamidi Sahab ne ALLAH ki na farmani ko fisq Kaha aur shirk ko alag bayan Kya lakin Quran main shirk ko b fisq Kaha gya ha waha Kya Murad ha iska istamal Quran ma Kya hai?

    Moderator @UmerQureshi Please Wazahat Kr dijye

    JAZAK ALLAH


    Dr. Irfan Shahzad replied 10 months, 3 weeks ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply

You must be logged in to reply.
Login | Register