-
Forgiving A Loan Instead Of Paying Zakat
I want to know the answer of the following case scenario?
Agar aik shakhs named “Bakar” ne “Zaid” se qarz liya ha. Aur Bakar us qarz ko wapis karney ki position me nahi ha due to his financial condition. Aur Zaid ne apni annual zakat ada karni ha. To kya is situation me zaid bakar ka qarz maaf kar k apni zakat ada kar skta ha??
Note : Zaid ki financial condition aesi ha k wo ya to zakat ada kar skta ha ya qarz maaf kar skta ha. Wo dono chezen alehda nahi karskta.
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1585 days, 7,397 registered users have posted 58,128 messages under 16,153 unique topics on Ask Ghamidi.