-
Pasand Ka Nikkah
Assalamualaikum sir… Sir Kya maa baap ki marzi k baghair apni Pasand ka Nikkah kar lein… Uss surat mein k jab larki mein koi kami na ho… Family achi ho…. Sirf sect different ho… Maa Baap rukawat ban jaein k out of sect nahi karna…Apni Marzi thopein…To Kya iss surat mein agar Pasand ka Nikkah kar lein to ye na farmani ho gi?Kya ye gunnah hai?…Sir please guide by your text…Maa Baap out of sect ki wajah se unke Ghar rishta le kar bhi nahi ja Rahay…Sir Sirf apni sect ki zidd kar Rahay hain…iss surat mein mere Kitne ikhtiyarat hain…. please reply by text…. JazakAllah
Sponsor Ask Ghamidi