Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums General Discussions Diverse Interpretation Of Quran & Sunnah

  • Diverse Interpretation Of Quran & Sunnah

    Posted by MOHAMMAD MOINUDDIN HYDER on September 13, 2024 at 2:23 pm

    Quran o sunnat se akhz shuda masail me itne iqtelaf ki wajah? Jaha par iqtelaf apne fahem ki wajh se hota hi uspar itni shiddat kyu? Ex: Taliban k ulama ka apna ek nazariya hai unhone mardo k dardi katne par papandi aur khawateen ko chehra Zahir karne par papandi mashrut dars o tadris par papandi ,khawateen k bina mahram bahar aane par papandi aur sab par jurmana aur saza b muqtalif miqdar me mutaiyyan ki gayi ! Jaha par dusri taraf b ulama ki asaan aaraah hai waha par itti shiddat ikhtyar karna wo b apne fahem hi ko 100% qaul e khuda qaul e Rasool ki haisiyat Dena iski kya wajah hai? Seerat ki kitabo me jaha par nrml decent taal male hai mardo zan ka un tareeqi zakhere k hote hue b extrime rule bana aur ise bi ain shariyat ka naam dena sahi hai? Shariyat me iski gunjaish hai k siyasi taur pe aise iqdam aur qawaneen wazah kare aur riyast par wajib hai isi qawaneen ko khuda ka hukm samjh kar tasleem karen?

    Dr. Irfan Shahzad replied 2 weeks ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply
  • Diverse Interpretation Of Quran & Sunnah

    Dr. Irfan Shahzad updated 2 weeks ago 2 Members · 1 Reply
  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar September 14, 2024 at 1:45 am

    انسان فہم ایسے ہی ہر شعبہ علم میں کام کرتا ہے۔ وہ اختلاف کرتا ہے اور آگے بڑھتا ہے۔ علم و فہم کہ آزمایش سب سے پہلی آزمایش ہے۔ اختلاف کی صورت میں دلائل دیے جاتے ہیں اور یہ بھی انسان کی آزمایش ہے کہ وہ درست بات کو قبول کرے اور اپنی غلط کو ترک کرے۔

    اختلاف آرا کی صورت میں دلائل کا جائزہ لیا جاتا ہے اور درست نتیجے تک پہنچنے کی کوشش کی جاتی ہے ۔ دنیا میں یہی ہوگا اور اسی کے مطابق عمل کیا جائے گا۔

You must be logged in to reply.
Login | Register