-
Prayer Of Women In Mosque
Hazrat Ibn Masood Rdh. ne Nihaayat Waazeh aur Saaf Taur par Bayaan kiya ke Jis Jagah (Yaani Masjid) se Allah ne in Aurto ko Nikaal diya (Allah ke Hukum ki Itteba me, Aye Logo) Tum bhi Waha se (Yaani Masjido se) Aurto ko Nikaal do.
Sirf Itna hi Nahi, Balke Ek riwayat me Hazrat Abu Amr Ash-Shaybaani Rh. Al Mutawaffa 96 Hij. Farmaate hai ke
حَدَّثَنَا عَلِيٌّ، أَخْبَرَنَا شُعْبَةُ، عَنْ أَبِي إِسْحَاقَ، عَنْ أَبِي عَمْرٍو الشَّيْبَانِيِّ قَالَ: «رَأَيْتُ عَبْدَ اللَّهِ بْنَ مَسْعُودٍ يُخْرِجُ النِّسَاءَ مِنَ الْمَسْجِدِ يَوْمَ الْجُمُعَةِ»
Maine Ibn Masood Rdh. ko Dekha ke Aap Rdh. Aurto ko Kankariya Maarkar Masjid se Baher Nikaal rahe the.
(Musnad e Ibn ul Ja’ad : Hadees no 427, Wal-lafzalahu, Imam Haismi Rh. aur Imam Busairi Rh. ne Iske Rijaal ko SIQA Farmaaya hai, Imam Ibn Hajar Rh. ne SAHEEH aur Imam Munziri Rh. ne Iski Sanad ke bare me Farmaaya ke Isme koi Kharaabi Nahi hai, Majmu az Zawaaid : Hadees no 2119, Ittehaaful Khairatul Mahrah Lil Busairi : Hadees no 1515, Mataalib ul Aaliya : Jild 4 : Safa 653, Hadees no 685, At-Targheeb wat Tarheeb : Jild 1 : Safa 142, Hadees no 516)
What is the reality of these riwayaat?
Sponsor Ask Ghamidi