Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Epistemology And Philosophy Finding Purpose Of Life

Tagged: 

  • Finding Purpose Of Life

    Posted by Ahsan Syed on October 16, 2024 at 7:47 am

    Ghamidi sahab, ek insaan ke liye khuda tk pochna zaruri hai aur maan lete hai vo ek had tk us sachai ko maanne lga, but ab uske baad kya? ek aam insaan apni zindagi ka maqasad kese talash kre. Neki krna badi se bachna, ye zindagi ka hissa hai but maqasad to sbke alg hote hai. Kya krna thik rehta hai, jo krna zaruri hai ya jo hum krna chahate hai, ya jiske liye hum bne hai. Aur ye sb maloom kese hoga? mujhe lgta hai jese kisi atheist ke liye zindagi ka maqasad dhundna mushkil hota hai vese hi aaj ke dur mai khuda ke maanne walo ko bhi maqasad dhundne mai pareshaani hoti hai. Neki krna burai se bchna to thik hai but aur kya?

    Umer replied 3 months, 1 week ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply

You must be logged in to reply.
Login | Register