-
Jhoot Bolna!
Jhoot bolna to galat hai lekin in situations mein jhoot bolna kesa hai?
1. Crime investigations mein detectives, investigative officers kisi se interrogations mein sach nikalne ke liye jhoot bole to kesa hai?
2. Riyasat apne secrets ko chhupane ke liye jhoot bole to kesa hai.
3. Koi ham se aese questions kare jo uske jaanne ka koi haq nai hai. Aur ham un baton ko raaz mein rakhna chahte hain. Aur agar ham usko ye bolen ke ham tumko nai bata sakte to wo aur chhan been karega. To kya apni private baton ko raaz mein rakhne ke liye jhoot bola Jaa sakta hai.
Sponsor Ask Ghamidi