-
How To Stay Away From Zina At A Young Age
Ma 6 7 sal sy bury Kam ma dala Hua ha ma na bohat Koshish ha ka ma is se APNI Jan churwa Lu ma na Tabligh ma bi waqat Laga Liya ha ma na bohat much Kiya ha lakin mujh se ya addaat Nahi Chuth rahi ma na Ghar ma Kaha mari Shadi Karwa do wo kehtay hai Abhi ap ki Umer Nahi ha ma bohat buri addat ma pans Gaya Hua Bary meharnani kar ka ghamdi Sahab se puch kar rehnumai farmaye
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1676 days, 7,650 registered users have posted 60,193 messages under 16,913 unique topics on Ask Ghamidi.