-
Ghamdi Sahab's Liberal Interpretation Of Religion
Kabhi randomly kisi sahib e ilm ko sunte hai! Unki taraf se ye kaha jata hai k!
Ghamdi sahab k muatabiq shariyat tabdeel hosakti hai ,jadeed masail ki raushni me Qur’an o sunnat ki tashrreh ki jayegi ! Yani deen ko tabdeel kiya ja sakta hai reform kiya ja sakata hai! Modernism k taqaza hai !
Ye ilzam hai ghamdi sahab par ? Unke asal mauqaf se waqif kara den!
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1918 days, 9,041 registered users have posted 65,756 messages under 19,113 unique topics on Ask Ghamidi.