-
Tafseeri
Agar koi insaan Bank mein account kholta hai ,to use debit card charges and SMS charges dene parte hain hain, to kiya wo insaan saving account kholta sakta hai jispe use profit (سود) milta hai, to wo sood mein se hi in charges ko ada karta hai, matlab aap ko jo sood milte hain unhi se app Bank ye charges srif ada karein,
Is bare mein rehnumai farmaiye,
Aur direct bta de roz e qayamat mein allah ke grift mein to nahi aaonga ye harkat karne ke baad
JazakAllah khair
Sponsor Ask Ghamidi
In the last 1811 days, 8,629 registered users have posted 63,540 messages under 18,304 unique topics on Ask Ghamidi.