Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Sources of Islam Questions About Isra And Meraj Of Prophet Muhammad (SWS)

Tagged: ,

  • Questions About Isra And Meraj Of Prophet Muhammad (SWS)

    Posted by Zohan Malik on February 6, 2025 at 11:48 am

    Kia Shbe Miraj Ko Prophet Muhammad (Saw) Ka Jese Kha Jata Hai Ke UN Ke Sath ik Waqia Hua Aam Tor Per Log Khte Hain Jismani Tha

    Hqeeqat Tha Lekin Dimagh Mera Ye Kehta Hai Ke Agr Ye Waqia Hm Non Muslim Ko Btayenge Wo To Mzak Udraenge Ke Prophet Muhammad (Saw) Hqeeqat Me Udr Ke Asmaaan Par Gae I Think Ap Smjh Gae Hunge Me Jo Kehna Chahta Hun Or Me Ye Bhi Pure Yqeen Se Alhamdulillah Kh Skta Hun Ke Allah Keliye Koi Cheez Namumkin Nhi Hai Allah Hqeeqat Me I Mean Jismani Tor Per Bhi Lejaskte The :;Acha Swal Ye Hai Ke Kia Prophet Muhammad (Saw)Jismani Ya Ruhani Tor par Asmaan Pe Gae The Ya Bytul Mqdas Tk Gae The Or Kia Prophet Muhammad Saw Ne Janat Jhnum Bhi Dekhi Agr Gae The Asmaan Per Kia Unhun Ne Allah Tala Ko Bhi Dekha Logun Ke Haan Ye Khushfehmi Bhi Hai Ke Prophet Muhammad Saw Ne Allah Ko Dekha Tha Halanake Aik Hadees Se Pta Chalta Hai Ke Agr Koi Shkhs Prophet Muhammad Ke Bare Me Ye Khe Ke Unhun Ne Allah Ko Dekha To Ye Muhammad Saw per jhut bandhna Hai.Kia Hai Sara Majra Please Rehnumai Kijiye Ga Jzak Allah!

    Dr. Irfan Shahzad replied 2 weeks ago 3 Members · 3 Replies
  • 3 Replies
  • Questions About Isra And Meraj Of Prophet Muhammad (SWS)

    Dr. Irfan Shahzad updated 2 weeks ago 3 Members · 3 Replies
  • Umer

    Moderator February 6, 2025 at 1:47 pm

    Is sab par tafseeli guftugu ki jaa chuki hai. Baraye meharbani neechay dii gae series mulahiza karain. Series daikhnay kai baad bh koe sawal hoo toh zaroor poochain:

    Discussion 45425

  • Zohan Malik

    Member February 7, 2025 at 1:20 am

    Acha Ik Bat Bta Dain Pointer Me Ke Prophet Muhammad Saw Asman Per Gae The Ya Ni Short Hi Bta Dain Jzak Allah

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar February 7, 2025 at 11:23 pm

    قرآن مجید میں بتایا گیا ہے کہ معراج خواب نیں ہوئی تھی۔

You must be logged in to reply.
Login | Register