Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums General Discussions Qata Taluqi

  • Qata Taluqi

    Posted by Fatima Malik on April 1, 2025 at 4:55 am

    Qata taluqi k bare main kaha jata hai k ap 3 din se ziada ksi se naraz ni reh skte. Lakin practical life main esay hlat pesh ate han k apis main ikhtilaf ho jate han aur kai bar esay hota hai baat cheet kafi der tk ni ho paati. Aur kbi kubar (e.g koi bht egoistic insan bat bat pr naraz ho jata hai aur bar bar usko mnao ya us se bat krne main pahel kro to wo is bat ko kmzori bna leta hai apki) is trh k moqay pr apki aqal k mutabiq yhi bat bhtr lg ri hoti hai k ap us bnde ko apne haal pr chor do aur us se bat cheet ka aghaaz na kro taa k wo apki is chez ko apki kmzori na bnaye kia ye sahi hai. Kunk main bht dfa logu ki people pleasing main lgi rhti hn k qata taluqi ni krni ye wo aur is waja se logu k naraz hone se drti hn aur jb koi naraz ho jata hai to jan jan kr us se bat krne ki koshish krti hn taa k qata taluqi na ho jae aur agla bnda meri is chez ko meri kmzori smj leta hai is bat ki waja se main stressed rhti hn aur is bat se drti rhti hn k koi naraz na ho jae ye wo. Kindly mje us hadees ko explain kr den

    Dr. Irfan Shahzad replied 9 hours, 56 minutes ago 2 Members · 1 Reply
  • 1 Reply
  • Qata Taluqi

  • Dr. Irfan Shahzad

    Scholar April 1, 2025 at 11:53 pm

    قطع تعلقی کا مطلب یہ ہے کہ آپ اس سے ہر قسم کا تعلق توڑ دیں۔ اگر سلام دعا اور خیر خیریت کاتعلق قائم ہے اور اچھے برے وقت میں ایک دوسرے کے کام آ جاتے ہیں تو یہ قطع تعلقی میں نہیں آئے گا۔

    آدمی انھیں کے ساتھ معمول کے مطابق مل سکتا ہے جن سے اس کا مزاج ملے ۔

You must be logged in to reply.
Login | Register