Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums General Discussions Wahdat Ul Wajood

  • Wahdat Ul Wajood

    Posted by Subhan Sandhu on April 1, 2025 at 6:57 am

    https://youtu.be/HCSh8JrkHL8?si=pV42ysvXX9pI61bb
    Diye gaey link py Ghamidi sb ka Wahdat ul Wajood par tabsara samat kia jis k ziman main aik sawal peda hua. Ghamidi sb ka nazria ha k koi chez khuda sy sadir nahi hui to aik logical question ubharta ha h k khuda hamesha sy ha unka koi khalik nahi wo har chez ka khalik ha to jb kainaat takhleek ke gai to is kainat ki taklerk k liye raw material agr to bahir sy hasil kia gya tha to iska mtlb khuda ki zat k ilawa bhi koi mada hanesha sy mojood ha khuda k parallel main or agr khuda ke zat sy takhleek kia gya sub kuch to phir sufia ka nazria thk ha koi tesri surat smj main nahi aa rahi?

    Wahdatul Wujood - Hidden Shirk? | وحدت الوجود پوشیدہ شرک | Javed Ahmed Ghamidi
    Muhammad Ali replied 3 weeks, 3 days ago 3 Members · 6 Replies
  • 6 Replies
  • Wahdat Ul Wajood

    Muhammad Ali updated 3 weeks, 3 days ago 3 Members · 6 Replies
  • Ahsan

    Moderator April 1, 2025 at 8:48 am

    kia khuda itna betaqat hai ky matter ki takhleeq ky liye pehlay say mojud cheezon ki zarorat hai?

    • Subhan Sandhu

      Member April 1, 2025 at 11:04 am

      Agr pehly sy koi matter mojood nahi tha to phir dusri surat to yhi reh jati ha jo sufia pesh kar rahay hain k apni zat he ka zahoor kia ha khuda ny kainat ki surat main kyu k khuda he wo wahid zat ha jo hamesha sy mojood ha ab jo yhi chez takhleek hogi uski bunyad to wohi phly sy mojod zat he hogi na

    • Muhammad Ali

      Member April 1, 2025 at 11:18 am

      Apke mutabiq Khuda nothing se Kuch create nhi krskta?

      Stop comparing God with humans.

  • Muhammad Ali

    Member April 1, 2025 at 10:40 am

    Khuda Kun faya qun keh kr Kuch b takhlerq kr skta, raw material b.

    Sufis Apne ilm se Khuda ka pata laganay ki Koshish krte Hain, jabke Khuda ne kaha hy uski koi Misaal hee nhi hy.

You must be logged in to reply.
Login | Register