-
Quran 4:17 – Sin And Repentance
Agr ek adami janty bujthy gunnah kr betha hai matlb k usy patha tha k ye gunnah hai or wo Allah Sy Toba krtha hai TU kia asy admi ko ALLAH Sy maffi ki umeed rahkni chakhye or agr rahkni chakhye tu is ayat ka matlb kia hai., Surah An-Nisa (4:17) mein hai. Ayat ka tarjuma kuch is tarah hai:
“Allah ke zimmedari sirf un logon ki tauba qabool karna hai jo nadani mein gunnah kar baithte hain, phir jald hi tauba kar lete hain. Aise logon ki Allah tauba qabool karta hai. Aur Allah sab kuch jaane wala, hikmat wala hai.”
(Surah An-Nisa, Ayah 17)Arabic:
إِنَّمَا التَّوْبَةُ عَلَى اللَّهِ لِلَّذِينَ يَعْمَلُونَ السُّوءَ بِجَهَالَةٍ ثُمَّ يَتُوبُونَ مِن قَرِيبٍ فَأُولَـٰئِكَ يَتُوبُ اللَّهُ عَلَيْهِمْ ۗ وَكَانَ اللَّهُ عَلِيمًا حَكِيمًا
Sponsor Ask Ghamidi