-
Women Born For Slavery?
Ma dr Israr ki video dekh rahi thi jismein unhone kaha ki jo shor Hai voh hukmaran Hai biwiyon per aur biwiyon Ka kam shuhar ka hukam Ko manana Agar yah baat hai to iska matlab hai ki Allah ne Jo auraten Hain unko gulami ke liye paida Kiya Hai Agar vakai mard jo hai Aurton per hukamaran Hai to fir Allah yah kyon kahta Hai Ki Tumaam insan barabar hain aur tamam insanon ko barabari ka haqooq hasil Hai or sab Sa barabar hisab liya jaega
Dr Israr ki yah baat yah mardon Ko auraton Ka fajilat hasil hai ya phir shohron ko apni biwiyon per fazilat hasil Hai unke upar hukamarab banna is baat Ko Kia wazeh Nahin Karta Ki Jo aurat Hai voh gulam Hai Islam mein aur aurat jo hai Islam mein kamtar hai mard se???!
Sponsor Ask Ghamidi