Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Islamic Sharia Hands Touching Private Parts And Leukorrhea

Tagged: 

  • Hands Touching Private Parts And Leukorrhea

    Posted by Zaheer Ahmed on June 21, 2025 at 6:04 am

    If we scratch our private part from outside….like ife we scratch our private part while wearing a pant or trousers from out side the trousers …tu Kia hamara hath napak hu Jata Hai …or Kia agr ham scratch Karain private part Ki from inside of the trousers…..when it is cleaned not dirty with urine ….just scratch when we feel itchy …tu Kia hamara hath napak hu Jata Hai ….and Kia leukoria ..hamari trousers par lag jaye tu woh napak hu Jata Hai ?

    Zaheer Ahmed replied 3 weeks, 5 days ago 3 Members · 10 Replies
  • 10 Replies
  • Hands Touching Private Parts And Leukorrhea

    Zaheer Ahmed updated 3 weeks, 5 days ago 3 Members · 10 Replies
  • Sheraz Ali

    Member June 21, 2025 at 12:02 pm

    Definitely

  • Umer

    Moderator June 21, 2025 at 12:48 pm

    Iska taluq apki apni hasasiyat sai hai. Is baray main deeni hukam mojud nhi hai, aisay maamlaat insan ki fitri hasasiyat par chor diya gaye hain. Mukammal Pakeezgi ka taqaza toh yahi hai kai haath saaf karliya jayen, laikin agar halat muyassar nhi toh phir ismain kisi haram ka irtiqab nhi hua.

    Regarding Leukorrhea, please see:

    Discussion 104120

  • Zaheer Ahmed

    Member June 21, 2025 at 11:59 pm

    That’s okay sir …but leucorrhoea …is something that I don’t understand

    Sir agr aik female Ki childhood Sa ya problem hu …jaisa ka mujha Hai ….or buhat zyada hu….tu Kia white fluid hamara kapron par lag jaye Ga tu woh impure hu Jain Ga or hamari namaz bhi Nahi hugi ? Mena suna tha….Har woh fluid his ka bara me bataya Nahi gya Hai kha napaka Hai woh napak nahi Karta kapron ko

    • Umer

      Moderator June 23, 2025 at 8:56 am

      Is napaki samait deegar napaki ka ehsas bh fitrat main mojud hai. Aam halat main toh kapra par paani maar kai saaf kar laina chaiyai. Laikin agar medical issue hai kisi ko aur is par control nhi hai toh phir us par iska itlaq nhi hoga. Aisay halat main rukhsat mojud hai deen main. Sirf aik dafa wuzu kar lain aur us sai namazin ada karain jab tak kai amumi wajuhat ki bana pai apka wuzu na toot jaye.

      Mazeed tafseel kai liya neechay diya gaya link daikhain:

      Discussion 59287

  • Zaheer Ahmed

    Member June 23, 2025 at 9:08 am

    Laikin agr pani mar kar sad Karain Ga tu trouser geela hu jaye Ga tu yah hamare liye Islam Mein inconvenience paida karta hai aur Islam ka naam hai usko khatm kiya jaaye is tarah to fir ek insan ka trouser hamesha Gila Hi rahega Kia likoriya napak hai ya Nahi or Kia ya laptop ko napak Karta Hai mujha simple way me answer Karain plz

    • Umer

      Moderator June 23, 2025 at 9:12 am

      Ji napak hai aur saaf karna chaiyai. Laikin agar control main nhi hai toh us surat main baar baar saaf karnay ki zarurat nhi. Baaqi tafseel upar bayan kardigaye hai.

  • Zaheer Ahmed

    Member June 23, 2025 at 9:20 am

    Sir agar ya napaki Hai tu me tu Kabhi Pak Nahi reh Sakti or na hi woh auraton jinko leaukorrheo huta Hai …ya Kabhi bhi Kisi bhi waqat hu Jata Hai …even agr Apko iski Bernardi na bhi hu …tu Mera kapra phir Kabhi bhi aok Nahi reh sakta

    • Umer

      Moderator June 23, 2025 at 9:24 am

      Iska jawab upar diya jaa chuka hai. Doobara parhain araam sai. Aur agar us sai mutalliq koe aur cheez hoo to woh poochain.

The discussion "Hands Touching Private Parts And Leukorrhea" is closed to new replies.

Start of Discussion
0 of 0 replies June 2018
Now