Ask Ghamidi

A Community Driven Discussion Portal
To Ask, Answer, Share And Learn

Forums Forums Sources of Islam Concept Of Shifa And Its Relationship With Dua?

Tagged: ,

  • Concept Of Shifa And Its Relationship With Dua?

    Posted by ahmad arif on September 7, 2025 at 8:27 am

    Agar Allah shifa deta he to log doctor ke pass kiun jate. or jab medical science itna advance nahi ta or log aam.bimariyon se mar jate thay to Allah us waqt shifa kiun nahi deta tha…. Agar hum koi bura kaam.karain to ilzam gum par ke hamare paas irada or ikhtiyar he or jab hum koi acha kaam karte hain to sara credit Allah kiun le jate hain? Ke shifa me ne diya? Allah ne to bimariyan peda ki, Cancer viruse, ye sub Kuch or insan iska solution dond raha or logo ko bacha raha. To pur Allah ko credit kiun… Or agar Allah shifa deta he to doctor ke paas log kiun jate hain?

    Umer replied 2 weeks, 1 day ago 3 Members · 4 Replies
  • 4 Replies
  • Concept Of Shifa And Its Relationship With Dua?

    Umer updated 2 weeks, 1 day ago 3 Members · 4 Replies
  • Umer

    Moderator September 9, 2025 at 11:14 pm

    Allah shifa daita hai apnay qawaneen kai mutabiq jo us nai is dunya main raij kiya hain. illat o malool ka qanoon khuda ka hi banaya hua hai aur khuda kai izan sai hi chal raha hai. Doctor kai pass jana bh isi qanoon kai mutabiq hai.

    • Muhammad Daniyal

      Member September 11, 2025 at 1:53 am

      In ancient times, when science was not advanced, people used to die from minor diseases. But now, in the modern era, due to advancement in science, people can be cured so what’s the significance of praying to God here ?

    • Umer

      Moderator September 15, 2025 at 12:44 am

      Please refer to the video below from 1:10:46 to 1:13:15 and from 1:18:32 to 1:20:19

      https://youtu.be/JIk1jbNxNEE?si=xym4KMSPbFDL1Mf1&t=4246

  • ahmad arif

    Member September 10, 2025 at 10:47 am

    Agar Qanoon me ye he ke jo duwa kare usko shifa mile gi pir shifa kiun nahi milti thi jab ilaaj nahi tha? Or agar ilaaaj ke baghair duwa qabol nahi hoti to Duwa ka faida kya? Or agar aesi bimari jis ka ilaaj na ho kya uske liye duwa karni chahiye?

You must be logged in to reply.
Login | Register